Wednesday, March 27, 2013


Kaho Tu Phool Ban Jaon, Tumhar
 Zindagi Ka Ek Asool Ban Jaon,
 Suna Hai Rait Pai Chal K Tum
 Mehak Jatay Ho, Kaho To Ab Ki
 Bar Zameen Ki Dhool Ban Jaon,
 Bohat Nayab Hoty Hain Jinhain
 Tum Apna Kehty Ho, Ijazat Do K
 Main Bhi Iss Qdar Anmool Ban
 Jaon...

No comments:

Post a Comment