Thursday, September 12, 2013

Missing u Shayari 4 love


Yaad Sataaye Kisi Kit Oh Koi Kya Kare
Dil Milne Ko Chahe Kisi Se Toh Koi Kya Kare
Sapno Mein Hoti Hai Mulaqaat, Log Kehte Hain
Par Pyar Mein Neend Hi Na Aaye Toh Koi Kya Kare…

Pehli Barish Shayari

Kisne bheege hue baalon se ye jhatkaa pani,
Jhoom ke aayi ghata toot ke barasa pani.
Koi matawali ghata peeke jawani ki umang,
Dil baha le gaya barsat ka pehala pani…

Hindi Shayari of Life


Har Sapna Khushi Pane Se Pura Nahi Hota,
Koi Kisi K Bina Adhora Nahi Hota.
Jo Chand Roshan Karta Hai Rat Bhar Sab Ko,
Har Raat Woh Bhi To Poora Nahi Hota…..

Sukh Dukh Shayari


Ae dost zindagi bhar mujhse dosti nibhaana,
dil ki koi bhi baat humse kabhi na chupaana,
sath chalna mere tum dukh sukh mein
bhatak jau mein jo kabhi sahi raasta dikhlaana…