Ek Husband ki aadat thi k wo
biwi k harr kaam main nuks nikalta tha.Jis din wo nashte main egg fry
karti wo kehta aj maine boiled egg khana tha,Aur jab wo boiled egg
banati to kehta k Aj to maine fry egg khana tha,
Tangg Aa kar ek din biwi ne ek egg boil kar diya n ek fry kar diya,n socha k aaj to usay aitraaz ka koi mauka nahi millay ga.
Husband
nay dono eggs ko ghaur se dekha aur bola:Jis egg ko boil karna tha uss
ko fry kar diya,n jis ko fry karna tha uss ko boil kar diya.